SMS Shayari
Jeewan ke har mod par aasha or niraasha haimilna or bichhadna to pyar ki paribhasha hai-------------------------------------------------------------------------------- Jane waale na jaane kab
Agar apki yaado ka sahara na hota
Hum khud ko khushnasib kahe nahi pate
Agar aap sa dost hamara na hota
------------------------------------------------------------------------------
Tanhaiyo me aksar waqt barbad kiya karte hai,
Hum bhi har pal apko yaad kiya karte hai,
Hum nahi jante gharwale batate hai,
Hum to nendo me bhi apka naam liya krte hai.
------------------------------------------------------------------------------
Kisi ke dil mein basna bura to nahi
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi
------------------------------------------------------------------------------
Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
Pyar mera tapdap ta tha isi soch mein,
Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
Ek kashish si rahti hai sunne ke liye.
-----------------------------------------------------------------------------
Kya Khub banaya Uper wale ne tumhe,
Akinan Varsho lage honge use banane me tumhe,
Kya katil nigahe di hai uper wale ne tumhe,
Kabhi jarurat nahi padegi kishi khanjer ki tumhe.
--------------------------------------------------------------------------------
Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
Jis din fursat se apko banaya hoga,
Ankho se uske bhi nikle honge ansu,
----------------------------------------------------------------------------
Bhari mehfil me hai wohPhir bhi dhoondati hai kyon humko unki nazarJuda kar bhi de woh hume apni zindagi sePar phir bhi chhod jaayenge koi asar---------------------------------------------------------------------------Dost bhi ajeeb hote hainPyar se jyada kareeb hote hainHum nahi reh sakte dosto ke binakyunki unhi ke saath hamare naseeb hote hain----------------------------------------------------------------------------Na hi wo apani apman jheleNa hi wo kisi ke dilon se kheleLog kehte hai ki abhiman hai usmemain kehta hoon ki swabhiman hai usmeUski ada hai sabse niraliPadti hai sab par bhaari Par zindagi me kabhi bhi na hariAisi hai dost hamari---------------------------------------------------------------------------Tum ko chahnahamari majaburi haitumhe keh na panahamari kamajori haitum kyu nahi samajhatikya juba se kehna jaruri hai--------------------------------------------------------------------------Naye saal par khushi manaoHaste raho aur sabko hasaoDil me nayi umange jagaoPyar hi pyar sab pe lutao
-------------------------------------------------------------------------
Taare hai anek par aaj hai chand ki baariPhool hai kai par woh toh gulab hai humariUnki ek muskaan pe kurbaan hai zindagi saariAur unki palko ki chhaon mein jannat hai humari------------------------------------------------------------------------
Na rahein yun bekaraar hotiNa kadam yun besahara hoteGar teri mohabbat ki barish hoti To palkon pe yun angaare na hote-------------------------------------------------------------------------
Na tamannao ki barish huiaur na hasraton ka toofan uthaBus khwaishon ki maut huiaur sapno ka kafila lutaJahan chahat ki baat huiwahin mayusi ka aasra jutaAur jahan armaano ki baraat sajiwahin chupke se mera dil toota-------------------------------------------------------------------------Mere dil me tumhare liye kitna pyar hai tum kya janoMeri aankhon ko bas tumhara hi intzar hai tum kya janoLog kahte hain pyaar karoge to marogeLekin mai to ji rahi hu tumko pyar karne ke liye tum kya jano--------------------------------------------------------------------------Tum Badle, Jahan Badla, Badli Nazar Zamane KiYeh Ansoo Char Baqi Reh Gaye Nishani Dil Lagane KiMujhe Is Baat Ka Gham Nahi Kay Badal Gaya ZamanaMeri Zindagi Toh Sirf tum Ho, Kahin Tum Na Badal Jana---------------------------------------------------------------------------Wohi Gham Wohi Tanhayi
The Sorrow The Lonliness
Bojheen Saanson Ka Bhari Hai Bahut
Ho Gaya Mushkil Uthana Kia Bataun
Us Shahar Ki Us Gali Main Woh Makan Tha
Us Main Tha Kis Ka Thikana Kia Bataun
Band Khidki Ke
-----------------------------------------------------------------------------
Khoob Gaye Pardes,
Ke Apne Deewaron-Dar Bhool Gaye….
Sheesh Mahal Ne Aisa Ghera
Mitti Ki Ghar Bhool Gaye
Uski Galiyoon Se Jab Laute
Apna Bhi Ghar Bhool Gaye
-----------------------------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment